Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeR D Burman
HomeR D Burman
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humen aur jeene ki chaahat naa hoti humen aur jeene ki chaahat naa hoti agar tum naa hote agar tum naa hote humen aur jeene ki chaahat naa hoti agar tum naa hote agar tum naa hote tumhen dekh ke to lagta hai aise bahaaron ka mausam aaya ho jaise tumhen dekh ke to lagta hai aise bahaaron ka mausam aaya ho jaise dikhaayi naa deti andheron mein jyoti agar tum naa hote agar tum naa hote humen aur jeene ki chaahat naa hoti agar tum naa hote agar tum naa hote humen jo tumhara sahaara naa milta bhanvar mein hi rehte kinaara naa milta humen jo tumhara sahaara naa milta bhanvar mein hi rehte kinaara naa milta kinaare pe bhi to lehar aa dooboti agar tum naa hote agar tum naa hote humen aur jeene ki chaahat naa hoti agar tum naa hote agar tum naa hote
na jaane kyun dil se ye aawaaz aayi milan se hai badh ke tumhaari judaai in aankhon ke aansoo na kehlaate moti agar tum na hote agar tum na hote agar tum na hote agar tum na hote
aisa ho to kaisa hoga aisa ho to kaisa hoga aap ho paas to din dhale paas ho aap to din chale aisa ho to kaisa hoga hoo aap ho paas to din dhale paas ho aap to din chale aisa ho to kaisa hoga kisi din aisa bhi to ho raat ki subah hi naa ho kisi din aisa bhi to ho raat ki subah hi naa ho raat ke baad bhi raat ho aap ho aap ho paas to din dhale lal lal lal laaa kaisa hoga bolo aisa ho to kaisa hoga hoo aap ho paas to din dhale paas ho aap to din chale aisa ho to kaisa hoga kisi din honton se kaho phoolon se jo kaha tumne kisi din honton se kaho phoolon se jo kaha tumne aaj to phoolon ki raat ho aap ho aap ho paas to din dhale la la la laaa kaisa hoga bolo aisa ho to kaisa hoga hoo aap ho paas to din dhale paas ho aap to din chale aisa ho to kaisa hoga aisa ho to kaisa hogaaaa
sunita sunita sunita sunita sunita sunita sunita sunita sunita aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua dekhte hi tujhe hosh gum huye hosh aaya to dil mera dil na raha aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua reshmi zulfein hain saawan ki ghataaon jaisi palkein hain teri ghane ped ki chhanv jaisi bholapan hmm hmm aur hansi hmm hmm aakhri aakhri hmm hmm aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua dekhte hi tujhe hosh gum huye hosh aaya to dil mera dil na raha aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua jheel si aankhon mein masti ke jaam lehraayein jab hont khule tere sargam baje mehke fizaayein har ada hmm hmm dil nashin hmm hmm aakhri aakhri hmm hmm aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua dekhte hi tujhe hosh gum huye hosh aaya to dil mera dil na raha aisa kabhi hua nahin jo bhi hua khoob hua patli si gardan mein ek bal hai surahi jaisa andaaz matakne ka dekha na kisi ne aisa gulbadan hmm hmm naazneen hmm hmm aakhri aakhri
haaye haaye haye haye haay haaye haaye haye haye oye chal ghode oye chal ghode oye chal ghode chal chal chal oye heyyyyy aisa rangeen sama haaye re ho ab to kahin se koi aaye re saathi na yaar koi jhagda na pyaar koi raahi akela chala jaaye re aisa rangeen sama haaye re ho ab to kahin se koi aaye re saathi na yaar koi jhagda na pyaar koi raahi akela chala jaaye re aisa rangeen sama haaye re ho hum to chale soch ke poorab wale dhaam paschim chala jaaye humra gulfam hum to chale soch ke poorab wale dhaam paschim chala jaaye humra gulfam phir bhi humara yaar chalta to hai phir nahin dum se hilta to hai o kaisa dole re kaisa lehraye aisa rangeen sama haaye re ha ab to kahin se koi aaye re saathi na yaar koi jhagda na pyaar koi raahi akela chala jaaye re aisa rangeen sama haaye re haan bhagwan balihari main wari iski mundi to thikane par aa gayi are hum bhi mann ke raja apni bhi hai shaan ghode pe hawa ke nikle seena taan hum bhi mann ke raja apni bhi hai shaan ghode pe
aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote mausam ye na aata yun na chhaati ye ghata aise gungunati yun na gaati ye hawa mausam ye na aata yun na chhaati ye ghata aise gungunati yun na gaati ye hawa gul shabnam ke moti na pirote mere hamrahi jo tum na hote aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote aa ho ho hoo raahein wohi waadi wohi badla kuchh nahin phir bhi tere milne se hai duniya kyun haseen raahein wohi waadi wohi badla kuchh nahin phir bhi tere milne se hai duniya kyun haseen kahin khwabon mein hum gum na hote mere hamrahi jo tum na hote aisa sama na hota kuchh bhi yahan na hota mere hamrahi jo tum na hote mere hamrahi jo tum na hote hum tum jo na milte to na chhaata ye nasha hota kuchh bhi hota ye na hota jo hua hum tum jo na milte to na chhaata ye
aise na mujhe tum dekho seene se laga lunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga aise na mujhe tum dekho seene se laga lunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga hmm hmm hmm hmm tere dil se ae dilbar dil mera kehta hai pyaar ke dushman log mujhe dar lagta rehta hai are tere dil se ae dilbar dil mera kehta hai pyaar ke dushman log mujhe dar lagta rehta hai thaam lo tum meri baahen main tumhen sambhalunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga aise na mujhe tum dekho seene se laga lunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga hey hey hey hey hmmmm dheemi dheemi aag se ek shola bhadkaaya hai door se tumne is dil ko kitna tarsaaya hai dheemi dheemi aag se ek shola bhadkaaya hai door se tumne is dil ko kitna tarsaaya hai main ab is dil ke saare armaan nikalunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga aise na mujhe tum dekho seene se laga lunga tumko main chura lunga tumse dil mein chhupa lunga hmm hmm hmm hmm
aiyo re main gaya gaya gaya kaam se aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na tauba jawaani teri haye tooti kalai meri heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na tauba jawaani teri haye haye haye tooti kalaayi meri heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na dekho dekho ji pehla milan hai apna ho chhodo chhodo ji naazuk badan hai apna hey dekho dekho ji pehla milan hai apna ho chhodo chhodo ji naazuk badan hai apna aaja zara dil behle are samjhi thi main to pehle heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na tauba jawani teri haye haye haye tooti kalaayi meri heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na main to jhoomunga teri pakad ke ungli ho baitho seedhe se tum to ho
akhiyon ka kajra haathon ka gajra akhiyon ka kajra haathon ka gajra kaanon ka jhumka kis ke liye meri jaan mera sab tera hoooo ooooooo akhiyon ka kajra haathon ka gajra kaanon ka jhumka kis ke liye meri jaan mera sab tera gajra ye gajre ye kangna to kuchh bhi nahin chanda sitaare tumhaare bana doon to kuchh bhi nahin hoooo oooo gajra ye gajre ye kangna to kuchh bhi nahin chanda sitaare tumhaare bana doon to kuchh bhi nahin jo mandir mere man ka tha mera ab tera ho mere dil ka jahaan jahaan tum mehmaan ye hazaaron armaan bolo kiske liye meri jaan tera sab mera meri jaan mera sab tera ohhhh hmmmm hmmmm aaaa haaa haaaaa gaalon ki laali ye hothon ki pyali ab teri na rahi aankhon ki masti ye shokhi ye hasti ab teri na rahi hoooooo gaalon ki laali ye hothon ki pyali ab teri na rahi aankhon ki masti ye shokhi ye hasti ab teri na rahi muskurahat jeevan ki thi teri ab meri hooooooo bojhal bojhal mera aag bhara dil tera raag bhara dil bolo kiske liye mera dil tera tera mera
amaar shopno je shotti holo aaj aha oho amaar shopno je shotti holo aaj kachhe elo etodin dure chhilo je ronge ronge e jibon bhore dilo se amaar shopno je shotti holo aaj amaar shopno je shotti holo aaj pakhi ar bhromorer bhashate bhore gechhi sudhu alo ashate aaj mon jaage jeno bhalobashate pakhi ar bhromorer bhashate bhore gechhi sudhu alo ashate kachhe daako kotha raakho noy bholo laaj amaar shopno je shotti holo aaj amaar shopno je shotti holo aaj akasher rong oi nilabho eto khushi kake ar bilabo aaj tumi ami aki sure milabo akasher rong oi nilabho eto khushi kake ar bilabo mon bhole sur dolay tumi dolo aaj amaar shopno je shotti holo aaj amaar shopno je shotti holo aaj shopneri mayajaal bune je dinkhon gechhe kal gune je aaj ele tumi ei phalgune je ooo shopneri mayajaal bune je dinkhon gechhe kal gune je kachhe eshe bhalobeshe mukh tolo aaj amaar shopno je shotti holo aaj kachhe elo etodin dure chhilo je ronge ronge e jibon bhore dilo se amaar shopno je shotti
Andar Baahar Baahar Andar
apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli o sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli aaj kyun mujhko tak rahe ho ajab si nigaahon se meri kalaayi se khelte ho kabhi meri baahon se ye shararat ki baat saajan mujhe lage na bhali sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli o sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli la la ru lag rahi hoon main tumko pyaari to baitho sang mere par mujhe door hi se dekho lago na ang mere tum to badhte hi ja rahe ho to phir ye lo main chali chali apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli o sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli la la la la laa la la laa la la la la la laa la main chali
apne apne se lage humen apne apne se lage humen jab dekha pehli baar tumhen inn baahon mein bhar ke chaaha jee bhar ke kar len pyaar tumhen apne apne se lage humen jab dekha pehli baar tumhen chupke chupke dil hi dil mein hum karte rahe hain pyaar tumhen apne apneeeeeeee dil beqaraar hai ji yahi intezaar hai ji hum jo kahen wo maan loooo oooo oooo oooo oooo dil beqaraar hai ji yahi intezaar hai ji hum jo kahen wo maan loooo hoooo aise bandhan mein baandh liya ab kaise karen inkaar tumhen chupke chupke dil hi dil mein hum karte rahe hain pyaar tumhen apne apneeeeeeee dulhan bana do sajna maang sajaa do sajna armaan yahi hai dil kaa hoooo oooo oooo oooo dulhan bana do sajna maang sajaa do sajna armaan yahi hai dil kaa hooo hum aur kisi ke naa honge karte hain ye iqraar tumhen inn baahon mein bhar ke chaaha jee bhar ke kar len pyaar tumhen apne apneeeeeeee laaaa la lalaaaa laaaa la lalaaaa aao kahin door chalen jhoom ke jahaan pe milen dharti gagan pyaar mein oooo
apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki tum ne achhaa saharaa diya besaharaa mujhe kar diya kal galle se lagaaya mujhe aaj thukraa diya bewafaa aaj thukraa diya bewafaa tum ne achhee sanam dillagi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki aasmaan ban gayi ye zameen mere humdum mere hum nashin tum ne dekhi meri berukhi bebasi meri dekhi nahin bebasi meri dekhi nahin main hoon tasveer ik bekasi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki har khushi bas paraayi huee meri dushman khudaayi huee mujhko affsos hai pyaar mein mujh se ye bewafai huee mujh se ye bewafai huee maine tum pe fida zindagi ki kis
apne pyaar ke sapne sach huye aaaaaa haaaaaaa oooooo hooooooo apne pyaar ke sapne sach huye honton pe geeton ke phool khil gaye saari duniyaa chhod ke mann meet mil gaye apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye pal bhar ko milen jo ankhiyaan dekhun main suni hai jo batiyaan padh loon tore nainon ki patiyaan pal bhar ko milen jo ankhiyaan dekhun main suni hai jo batiyaan bina dekhe tum dekho meri aankhon se apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye kaanton se bhari thi jo galiyaan unn mein khili hain ab kaliyaan jhoomon naachon manao rangraliyaan kaanton se bhari thi jo galiyaan unn mein khili hain ab kaliyaan chalo sajna kahin chal ke saare logon se apne pyaar ke sapne sach huye apne pyaar ke sapne sach huye jab jab mile jeevan o sajna tum hi mujhe pehnao kangnaa teri doli ruke mere angnaa hoooo ooooo jab jab mile jeevan o sajna tum hi mujhe pehnao kangnaa mera ghungtaa tum kholo apne haathon se apne pyaar ke sapne sach huye
are jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hooo jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya gulshan bani galiyaa sabhi phool ban gayi kaliyaan sabhi gulshan bani galiyaa sabhi phool ban gayi kaliyaan sabhi lagta hai mera sehra taiyaar ho gayaaa hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya tumne humen bebas kiya dil ne humen dhokha diya tumne humen bebas kiya dil ne humen dhokha diya uff tauba jeena kitna dushwaar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hum chup rahe kuchh naa kahaa kehne ko kya baaki raha hooo hum chup rahe kuchh naa kahaa kehne ko kya baaki raha bas aankhon hi aankhon mein izhaar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya jaane kaise kab kahaan iqraar ho gaya hum sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya hmmmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm
Aur Kya Ahde Wafa
aaaaaa aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain log milte hain log milte hain juda hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain kab bichhad jaaye humsafar hi to hain kab bichhad jaaye humsafar hi to hain kab badal jaaye ek nazar hi to hai jaano dil jispe jaano dil jispe fida hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain baat nikli thi is zamaane ki baat nikli thi is zamaane ki jisko aadat hai bhool jaane ki aap kyun humse aap kyun humse khafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain jab rula lete hain jee bhar ke humein jab rula lete hain jee bhar ke humein jab sata lete hain jee bhar ke humein tab kahin khush wo tab kahin khush wo zara hote hain aur kya ehed e wafa hote hain log milte hain juda hote hain aur kya ehed e wafa hote hain aur kya ehed e wafa hote hain
aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye ye tumne kaha tha ke hum hain tumhaare to hum bhi ye samjhe ke tum ho humare phir humen kis baat ki sazaa de rahe ho aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye idhar reh gayi yaa udhar reh gayi hai kahin kuchh kami si magar reh gayi hai meri wafaa ka ye kya sila de rahe ho aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye jahaan pyaar hoga sharaarat bhi hogi jahaan hogi anban muhabbat bhi hogi jhuki jhuki aankho se ye khata de rahe ho aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye aye jaanewafaa aisa bhi kya tum to khafaa hum se ho gaye
aye khuda har faisla tera mujhe manzoor hai aye khuda har faisla tera mujhe manzoor hai saamne tere tera banda bahut majboor hai aye khuda har faisla tera mujhe manzoor hai saamne tere tera banda bahut majboor hai allah hoooooo har duwaa meri kisi deewar se takra gayi har duwaa meri kisi deewar se takra gayi beasar ho kar meri fariyaad waapas aa gayi allah hoooooo iss zameen se aasmaan shaayad bahut hi door hai saamne tere tera banda bahut majboor hai ek gul se to ujad jaate nahin phoolon ke baag ek gul se to ujad jaate nahin phoolon ke baag kya hua tune bhujha daala mere ghar ka chirag allah hoooooo kam nahin hai roshni har shai mein tera noor hai saamne tere tera banda bahut majboor hai aye khuda har faisla tera mujhe manzoor hai saamne tere tera banda bahut majboor hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Tum Na Hote (Male) Agar Tum Na Hote (1983) 04:08 20561
 
Poster of Agar Tum Na Hote (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:08   Song Number : 20561   

Agar Tum Na Hote (Sad) Agar Tum Na Hote (1983) 01:23 39689
 
Poster of Agar Tum Na Hote (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 01:23   Song Number : 39689   

Aisa Ho To Kaisa Hoga Ratnadeep (1979) 04:25 14068
 
Poster of Ratnadeep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Gireesh Karnad, Hema Malini
Duration : 04:25   Song Number : 14068   

Aisa Kabhi Hua Nahin Yeh Vaada Raha (1982) 05:26 18074
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 05:26   Song Number : 18074   

Aisa Rangeen Sama Aanchal (1980) 05:11 37019
 
Poster of Aanchal (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:11   Song Number : 37019   

Aisa Sama Na Hota Zameen Aasman (1984) 07:06 31098
 
Poster of Zameen Aasman (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Anita Raj
Duration : 07:06   Song Number : 31098   

Aise Na Mujhe Darling Darling (1977) 04:25 17939
 
Poster of Darling Darling (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:25   Song Number : 17939   

Aiyo Re Gaya Kaam Se Kahte Hain Mujhko Raja (1975) 04:21 37855
 
Poster of Kahte Hain Mujhko Raja (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:21   Song Number : 37855   

Akhiyon Ka Kajra Ghungroo Ki Awaaz (1981) 04:09 39116
 
Poster of Ghungroo Ki Awaaz (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rekha, Vijay Anand
Duration : 04:09   Song Number : 39116   

Amar Swapno Je Shotti Anusandhan (1981) 05:44 40716
 
Poster of Anusandhan (1981)
 
Year- 
1981
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhee Gulzar
Duration : 05:44   Song Number : 40716   

Andar Baahar Baahar Andar Andar Baahar (1984) 03:29 37742
 
Poster of Andar Baahar (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 37742   

Apna Samajh Ke Chali Aayi Hoon Shaitaan (1974) 03:16 39175
 
Poster of Shaitaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:16   Song Number : 39175   

Apne Apne Se Lage Apne Apne (1987) 05:23 18431
 
Poster of Apne Apne (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:23   Song Number : 18431   

Apne Dil Se Badi Betaab (1983) 05:29 12882
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:29   Song Number : 12882   

Apne Pyaar Ke Sapne Barsaat Ki Ek Raat (1981) 05:25 11578
 
Poster of Barsaat Ki Ek Raat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rakhi, Amitabh Bachchan
Duration : 05:25   Song Number : 11578   

Are Jaane Kaise Kab Shakti (1982) 05:26 20151
 
Poster of Shakti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Samita Patil
Duration : 05:26   Song Number : 20151   

Aur Kya Ehed E Wafa (Male) Sunny (1984) 04:51 13238
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
Duration : 04:51   Song Number : 13238   

Aur Kya Ehed E Wafa (Female) Sunny (1984) 04:29 11278
 
Poster of Sunny (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:29   Song Number : 11278   

Aye Jaanewafa Aisa Bhi Chhalia (1973) 03:35 12977
 
Poster of Chhalia (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 03:35   Song Number : 12977   

Aye Khuda Har Faisla Abdullah (1980) 04:56 18488
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Raj Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 18488   
Karaoke Songs of r d burman, Sad Songs of r d burman, Love Songs of r d burman, Dance Songs of r d burman, Hip-hop songs of r d burman, Best songs of r d burman, Super hit songs of r d burman, hit songs of r d burman, duet songs of r d burman, solo songs of r d burman, old songs of r d burman, famous songs of r d burman, Hindi Karaoke Songs of r d burman, Hindi Sad Songs of r d burman, Hindi Love Songs of r d burman, Hindi Dance Songs of r d burman, Hindi Hip-hop songs of r d burman, best Hindi songs of r d burman, super hit Hindi songs of r d burman, hit Hindi songs of r d burman, duet Hindi songs of r d burman, solo Hindi songs of r d burman, old Hindi songs of r d burman, famous Hindi songs of r d burman, Sing Along Songs of r d burman, Sing Along Sad Songs of r d burman, Sing Along Love Songs of r d burman, Sing Along Dance Songs of r d burman, Sing Along Hip-hop songs of r d burman, Sing Along Best songs of r d burman, Sing Along Super hit songs of r d burman, Sing Along hit songs of r d burman, Sing Along duet songs of r d burman, Sing Along solo songs of r d burman, Sing Along old songs of r d burman, Sing Along famous songs of r d burman